Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Mahmood
Home Mahmood
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaa sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai apnon pe jataana mushkil hai gairon se chhupana mushkil hai mera bachpan beet chuka hai mera bachpan beet chuka hai dil ka ladkpan baaki hai dil ka ladkpan baaki hai haaye baaki hai main apne aap ko samjhaa loon par dil ko manana mushkil hai sapnon ki suhaani duniyaa ko aankhon mein basaana mushkil hai ehsaan tera kaise bhoolun ehsaan tera kaise bhoolun tere ghum ke sahaare zinda hoon tere ghum ke sahaare zinda hoon haaye zinda hoon warna inn jaati saanson ka phir laut ke aana mushkil
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam dil pareshaan hai raat viraan hai dekh jaa kis tarah aaj tanhaa hain hum shaam e gham ki kasam chaen kaisaa jo pehlu mein tu hi nahin maar daale na dard e judaai kahin rut hansin hai to kyaa chaandni hai to kyaa chaandni zulm hai aur judaai sitam shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee ab to aajaa ke ab raat bhi so gayee zindagi gham ke sehraaon mein kho gayee dhundhati hai nazar tu kahaan hai magar dekhte dekhte aayaa aankhon mein dum shaam e gham ki kasam aaj ghamgin hain hum aa bhi jaa aa bhi jaa aaj mere sanam shaam e gham ki kasam
aare o befawa saambhad tane dil thi dua maari barbaad bhale thato hu aabaad rahe duniya taari shaane gumaan karto shaane gumaan karto faani chhe zindgaani aa roop ne jawaani ek din fana thavaani shaane guman karto radtaone hasave hasta vone radave kudarat ni ek thokar garvishtne namaave garvishtne namaave duniyama shikanderni duniyama shikanderni pan na rahi nishaani shaane gumaan karto pachadai jaldi niche je khay che uchalo kudrat e chandrama pan mukyo che daagh kaado mukyo che daagh kaado samju chata na samje ea vaat murkhataani shaane gumaan karto aa zindagi no diyo pal ma bujaai jaase chandan sami aa kaaya dharni ni dhud thase dharni ni dhud thaase maate vinay karu chu maate vinay karu chu banto na tu gumaani shaane gumaan karto faani chhe zindgaani shaane gumaan karto
shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera aye aah mera bhed kahin khol na dena aye aah mera bhed kahin khol na dena humko hai unse pyaar kahin bol na dena hum bhi hain zidd ke pure zidd ke nibhane waale pee jaayenge aansoo bhi sun le rulaane waale shikwa tera shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera mar jaayenge hum aap humen yaad karoge mar jaayenge hum aap humen yaad karoge rooge phoot phoot ke fariyaad karoge dhoondhenge phir sahaara aansoo bahaane waale aayege nahin jaa ke duniya se jaane waale shikwa tera shikwa tera main gaaun dil mein samaane waale bhoole se yaad kar le o bhool jaane waale shikwa tera
shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa dil ko kitna khubsurat ghum diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin aankh ko aansun diye jo motiyon se kam nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin dil ko itne ghum diye ke ab koi bhi ghum nahin meharbaan jo kuchh kiya achchha kiya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar zindagi ko dard mein doobe taraane de diye zindagi ko dard mein doobe taraane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye hasraton ke aarzoon ke khazaane de diye ye nawaajish hai teri kya kya diya shukriyaa shukriyaa aye pyaar tera shukriyaaaaaa shukriyaaaaaa shukriyaa aye pyaar
so ja tu so jaa a a aa aa o oo oo oo so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so jaaa aa raaj dulaare so jaaa so jaa tu so jaa so jaa tujhpe nichhawar chilman karun main teri balaayen le ke marun main lag jaayen mujhko dukh tere saare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aakaash waale teri duhaayi jhukne na paaye meri kamaayi naiyya na doobe aa kar kinaare raaj dulaare so jaa aa raaj dulaare so jaa so ja tu mere raaj dulaare so jaa aa aa raaj dulaare so jaa so jaa tu so jaa so jaa aa hoo oooo so jaa so jaa so jaa
so ja tu so jaaaaa hooooo so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja chamke teri kismat ke sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu so ja so ja phule phale tu o laal mere choome zamaana kadmon ko tere sadke hon tujh par chaand sitaare raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja tu mere raaj dulaare so ja raaj dulaare so ja so ja so ja so ja
soye huye hain chaand aur taare aaj ki raat andhiyaari aaj ki raat andhiyaari tum baithi ho paas humaare soyi hai phulwaari soyi hai phulwaari jin aankhon mein laaj bhari thi wo bhi hain matwaari jin aankhon mein laaj bhari thi wo bhi hain matwaari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari ek dooje ko paa ke hum tum bahut mile sharma ke hum tum ek dooje ko paa ke hum tum bahut mile sharma ke hum tum yun hi rahein to reh jaayengi mann ki baatein mann mein saari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari ye chup tum ko tadpaayegi phir ye raat nahin aayegi ye chup tum ko tadpaayegi phir ye raat nahin aayegi prem milan ki in ghadiyon par laakh baharein waari laakh baharein waari ab to itna keh do pyaari main hoon tumhaari main hoon tumhaari soye huye hain
sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukh sagar pade ahi pir ke manjdhar nathi sukh sagar pade ahi pir ke manjdhar nathi sata tofan ankhe aag ne dhud na karengo sata tofan ankhe aag ne dhud na karengo bethu chu toi mane koi no aadhar nathi koi taarya hase sansaar sindhu nai kise koi taarya hase sansaar sindhu nai kise aahi pani nathi koi nathi sansaar nathi aahi pani nathi koi nathi sansaar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi ek mud pe mane vishwaas maja hoi e kharu ek mud pe mane vishwaas maja hoi e kharu ej sansaar kharo bole biju kai nathi aahi sansaar mati ne maha kankaas thayo aahi sansaar mati ne maha kankaas thayo bhale tu taar bhale maar e vichaar nathi bhale tu taar bhale maar e vichaar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi sukani ja tu mare naam kar vikar nathi
do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
shikaari shikaariii sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari koi nahin hai pujari koi nahin hai pujari sundarta ke sabhi shikari mahal do mahalon beech khadi koi chandra kiran si naari chhal se bal se chhal se bal se tan mann joban loote haay shikari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari baag bagichon khili kali to aaya wahin shikari dekh dekh jee bhara na uska chun lee kaliyaan saari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari ban upavan mein sundar hirani daud daud kar haari dekh ke kanchan kaya uski peechhe pada shikari sundarta ke sabhi shikari sundarta ke sabhi shikari
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon
teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaaaaa teer chalaaaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa tune mujhe chhup kar loot liya aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa dil todne wale khauff na khaaaaaaa soorat to dhikhaaa nazren to milaaaa hum bhi hain tere dil bhi hai teraaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa o teer chalane wale zara aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa main aur kahin tu aur kahinnnn ulfat ka to ye dastoor nahinnnn phir bhi tujhe dil deta hai duaaaa aa samne aa kar teer chala teer chalaaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa teer chalaa
tera khayaal dil ko sataaye to kya karen tera khayaal dil ko sataaye to kya karen dum bhar humen qaraar naa aaye to kya karen dum bhar humen qaraar naa aaye to kya karen tera khayaal dil ko sataaye to kya karen jab chaand aaye taaron ki mehfil mein jhoom ke jab chaand aaye taaron ki mehfil mein jhoom ke dil baar baar tujhko bulaaye to kya kare dil baar baar tujhko bulaaye to kya kare tera khayaal dil ko sataaye to kya karen katti nahin hai raat ab tere firaaq mein katti nahin hai raat ab tere firaaq mein hum dil jalon ko neend naa aaye to kya kare hum dil jalon ko neend naa aaye to kya kare tera khayaal dil ko sataaye to kya karen
tera khayaal dil se mitaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi tera khayaal dil se mitaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi kal tune muskura ke jalaya tha khud jise jalaya tha khud jise seene ka woh charaag bujhaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi gardan ko aaj bhi teri baahon ki yaad hai baahon ki yaad hai chaukhat se teri sar ko uthaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi behosh hoke jald tujhe eeee hosh aa gaya tujhe hosh aa gaya main bad naseeb hosh mein aaya nahin abhi bedard maine tujh ko bhulaya nahin abhi
tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa pareshaan hai dil ghadi bhar ko aa jaa zara meri sun jaa aur apni sunaa jaa kahaan jaaun main haal e barbaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya mere dard e dil se nahin bekhabar tu mere dard e dil se nahin bekhabar tu bane meri kismat jo kar de nazar tu muhabbat se naaqamiyaan chhaa gayin hain umeedon ki kaliyaan bhi murjha gayin hain kahin mar naa jaaun teri yaad le kar tere dar pe aaya hoon fariyaad le kar zubaan par ghum e dil ki ruh daad le kar tere dar pe aaya
tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai aane se tere pehle aata hai ek ishara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara aane se tere pehle aata hai ek ishara suraj ke pehle jaise ik roshani ki dhara humne wahi ishara dil mein basa liya hai humne wahi ishara dil mein basa liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen tere ghar se door kyun ho meri zindagi ki raahen mere dil ki dhadkanon mein tere geet teri aahen teri roshani se dil ka deepak jala liya hai teri roshani se dil ka deepak jala liya hai tere raste pe humne ik ghar bana liya hai teri muskurahaton se uss ko saja liya hai teri payalon ki chham chham mere geet mein samaayi teri payalon ki chham chham mere
aa aa aaa aa tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main chali hoon meri duniya tere saath reh gayi hai mere lab pe aate aate koyi baat reh gayi hai main basi hoon tere dil mein mujhe kis liye pukaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai main woh phool hoon ke jis mein tera rang teri boo hai meri zindagi bhi too hai meri aarzoo bhi too hai meri zindagi hai zinda teri yaad ke sahaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare tere saath chal rahe hain yeh zameen yeh chaand taare yeh zameen yeh chaand taare teri ik nazar pe vaare
tera ghum khaar hoon lekin main tujh tak aa nahin sakta main apne naam teri bekasi likhwa nahin sakta teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan tere ghum mein tujhko bahlaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun ae kaash jo mil kar rote kuchh dard to halke hote bekaar na jaate aansoo kuchh daag jigar ke dhote phir ranj na hota itna hai tanhaai mein jitna ab jaane ye rasta ghum ka hai aur bhi lamba kitna haalaat ki uljhan suljhaun haalaat ki uljhan suljhaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun kya teri zulf ka lehra hai ab tak wohi sunahra kya ab tak tere dar pe deti hain hawayein pehra lekin hai ye kham khayali teri zulf bani hai sawali mohtaaj hai ek kali ki ek roz thi phoolon waali wo zulf paresha mahkaaun wo zulf paresha mahkaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sapnon Ki Suhaani Duniyaa Shikast (1953) 04:15 12495
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 12495   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Shaam E Gham Ki Kasam Footpath (1953) 03:12 21230
 
Poster of Footpath (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:12   Song Number : 21230   

Shaane Guman Karto Talat Mahmood 03:27 41023
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Gujarati
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Jayanti Joshi
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:27   Song Number : 41023   

Shikwa Tera Main Gaaon Anmol Ratan (1950) 03:11 40520
 
Poster of Anmol Ratan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Vinod
Duration : 03:11   Song Number : 40520   

Shukriyaa Aye Pyaar Tera Shukriyaa Aaram (1951) 03:31 15540
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood, Prem Nath
Duration : 03:31   Song Number : 15540   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Adult) Jawab (1955) 04:18 13724
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:18   Song Number : 13724   

Soja Tu Mere Raj Dulare Soja (Child) Jawab (1955) 02:43 12083
 
Poster of Jawab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Shaukat Dehlvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 02:43   Song Number : 12083   

Soye Huye Hain Chaand Aur Taare (Geet) Talat Mahmood 03:10 40243
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Fayyaz Hashmi
Music Director- 
Durga Sen
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:10   Song Number : 40243   

Sukani Ja Tu Talat Mahmood 03:26 39164
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Gujarati
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:26   Song Number : 39164   

Sunaaun Kiss Ko Afsaana Shirin Farhad (1956) 03:21 15669
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 15669   

Sundarta Ke Sabhi Shikari Jogan (1950) 02:27 36186
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Indra
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis
Duration : 02:27   Song Number : 36186   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Teer Chala O Teer Naghma (1953) 03:35 13811
 
Poster of Naghma (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Shaukat Dehalvi Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:35   Song Number : 13811   

Tera Khayaal Dil Ko Sataaye Naqab (1955) 03:15 15640
 
Poster of Naqab (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Pt Govind Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:15   Song Number : 15640   

Tera Khayal Dil Se Do Raha (1952) 03:28 37364
 
Poster of Do Raha (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Anil Biswas
Duration : 03:28   Song Number : 37364   

Tere Dar Pe Aaya Hoon Fariyad Le kar Chor Bazar (1954) 03:28 15571
 
Poster of Chor Bazar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:28   Song Number : 15571   

Tere Raste Pe Humne Kavi (1954) 03:10 32103
 
Poster of Kavi (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant, Bharat Bhushan
Duration : 03:10   Song Number : 32103   

Tere Saath Chal Rahe Hain Angarey (1954) 03:23 12152
 
Poster of Angarey (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Nargis
Duration : 03:23   Song Number : 12152   

Teri Aankh Ke Aansoo Jahan Ara (1964) 04:26 21302
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:26   Song Number : 21302   
Karaoke Songs of Mahmood, Sad Songs of Mahmood, Love Songs of Mahmood, Dance Songs of Mahmood, Hip-hop songs of Mahmood, Best songs of Mahmood, Super hit songs of Mahmood, hit songs of Mahmood, duet songs of Mahmood, solo songs of Mahmood, old songs of Mahmood, famous songs of Mahmood, Hindi Karaoke Songs of Mahmood, Hindi Sad Songs of Mahmood, Hindi Love Songs of Mahmood, Hindi Dance Songs of Mahmood, Hindi Hip-hop songs of Mahmood, best Hindi songs of Mahmood, super hit Hindi songs of Mahmood, hit Hindi songs of Mahmood, duet Hindi songs of Mahmood, solo Hindi songs of Mahmood, old Hindi songs of Mahmood, famous Hindi songs of Mahmood, Sing Along Songs of Mahmood, Sing Along Sad Songs of Mahmood, Sing Along Love Songs of Mahmood, Sing Along Dance Songs of Mahmood, Sing Along Hip-hop songs of Mahmood, Sing Along Best songs of Mahmood, Sing Along Super hit songs of Mahmood, Sing Along hit songs of Mahmood, Sing Along duet songs of Mahmood, Sing Along solo songs of Mahmood, Sing Along old songs of Mahmood, Sing Along famous songs of Mahmood